Mera Dil Kisne Liya Lyrics  | Oh Bewafa | Rajendra Kumar, Anil Dhawan | Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar | Vedpal Verma

Mera Dil Kisne Liya Lyrics | Oh Bewafa | Rajendra Kumar, Anil Dhawan | Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar | Vedpal Verma

Mera dil kisne liya
Haye mera dil kisne liya
Naam batau kiska
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya
Kho gaya dil to mera bhi
Kho gaya dil to mera bhi
Mai kise chor kahu
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya

Humko mehman bana kar ke
Dil ko lut liya
Pharaz mehma nawaji ka
Ada khub kiya
Kya kare tumse gila
Humse bachaya na gaya
Kho gaya dil to mera bhi
Mai kise chor kahu
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya

Aap aaye hamare ghar
Ye meharbani hai
Dil to kya aapke kadmo
Me zindagani hai
Raze dil khul hi gaya
Humse chhupaya na gaya
O mera dil kisne liya
Naam batau kiska
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya

Humne mana ke aap
Humse pyar karte hai
Aap dil chor pe kyu
Eatbar karte hai
Phir na kahna ke hume
Pehle bataya na gaya
Kho gaya dil to mera bhi
Mai kise chor kahu
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya
O mera dil kisne liya
Naam batau kiska
Mai hu ya aap hai
Ghar me koi aaya na gaya.

MovieOh Bewafa
SingerHemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar
DirectorSaawan Kumar Tak
Music ComposerVedpal Verma
LyricistSaawan Kumar Tak
Star CastRajendra Kumar, Anil Dhawan, Yogita Bali, Nazneen, T P Jain, Pinchoo Kapoor, Sunder Taneja, I S Johar, Paintal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *