Mera Dil Jawaan Hai Lyrics  | Mayuri | Abhi Bhattacharya, Vasant Choudhury | Nutan | Kanu Roy

Mera Dil Jawaan Hai Lyrics | Mayuri | Abhi Bhattacharya, Vasant Choudhury | Nutan | Kanu Roy

Mera dil jawaan hai
Mera man jawaan hai
Zara dekh toh mujhko
Yeh tann jawaan hai
Aao zara tu kash laga le
Zindagi ka yeh dam hai
Mera dil jawaan hai
Mera man jawaan hai

Meri jawaani ant nasha hain
Woh bhi jhoome woh jahaan paaye
Meri jawaani ant nasha hain
Woh bhi jhoome woh jahaan paaye
Raate ho madhoshi mein
Baate ho behoshi mein
Raate ho madhoshi mein
Baate ho behoshi mein
Aao zara tu kash laga le
Zindagi ka yeh dam hai
Mera dil jawaan hai
Mera man jawaan hai

Main tufaan hain ek jhaljhala hoon
Tu kya jaane meethi bala hoon
Main tufaan hain ek jhaljhala hoon
Tu kya jaane meethi bala hoon
Is bijali mein jhal ke dekh
Dhoop mein kali ko masal ke dekh
Is bijali mein jhal ke dekh
Dhoop mein kali ko masal ke dekh
Aao zara tu kash laga le
Zindagi ka yeh dam hai
Mera dil jawaan hai
Mera man jawaan hai.

MovieMayuri
SingerNutan
DirectorBirendra
Music ComposerKanu Roy
Star CastAbhi Bhattacharya, Vasant Choudhury, Jagdeep, Geeta Khanna, Nutan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *