Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai Lyrics  | Bhai Bhai | Ashok Kumar, Kishore Kumar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai Lyrics | Bhai Bhai | Ashok Kumar, Kishore Kumar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Saare baagon se achcha ye gulzaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Tere kadmon mein hi mera ghar baar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Meri pooja piya tera deedar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye, mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai.

MovieBhai Bhai
SingerLata Mangeshkar
DirectorNitai Palit
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistRajendra Krishan
Star CastAshok Kumar, Kishore Kumar, Nirupa Roy, Nimmi, Shyama, David
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *