Mera Bhi Zid Hai Lyrics  | Gunahon Ka Raaste | Dara Singh, Sanjana | Asha Bhosle | Jagdish Khanna

Mera Bhi Zid Hai Lyrics | Gunahon Ka Raaste | Dara Singh, Sanjana | Asha Bhosle | Jagdish Khanna

Meri bhi yeh zid hai
Piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi
Itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Meri bhi yeh zid hai
Piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi
Itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye

Apne kiye pe mujhe
Chahein pachhtana pade
Baaz na aaungi
Bedardi ko main bhi
Aisa maza chakahungi
Apne kiye pe mujhe
Chahein pachhtana pade
Baaz na aaungi
Bedardi ko main bhi
Aisa maza chakahungi
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye

Ab zo milega kahin
Lat bikhrake wahin
Tann ke chalungi main
Harzaai se ghin ghin
Aise badle lungi main
Ab zo milega kahin
Lat bikhrake wahin
Tann ke chalungi main
Harzaai se ghin ghin
Aise badle lungi main
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye

Banke deewana phire woh
Mere pichhe pichhe
Main aage aage
Din mein dekhe mere
Sapne raaton ko jaage
Banke deewana phire woh
Mere pichhe pichhe
Main aage aage
Din mein dekhe mere
Sapne raaton ko jaage
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Meri bhi yeh zid hai
Piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi
Itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye
Ke zulmi tauba
Tauba karein haaye.

MovieGunahon Ka Raaste
SingerAsha Bhosle
DirectorRadhakant
Music ComposerJagdish Khanna
LyricistNaqsh Lyallpuri
Star CastDara Singh, Sanjana, Nisar Ahmad Ansari, Azad, Renu, M.B. Shetty, Johnny Whisky
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *