Mein Kaun Hoon Lyrics  | Inquilaab | Junoon (Band) | Junoon (Band)

Mein Kaun Hoon Lyrics | Inquilaab | Junoon (Band) | Junoon (Band)

Jab asmaan girnay lagtay hain
Aur zameen jalnay lagti hai
Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho

Jab bhook nachti gaati hai
Aur nafrat jashn manati hai
Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Majboor hoon aur tum benaam ho

Ek chhupa hua khwaab janam leta hai
Sehraon main awaz aati hai
Main kaun hoon tum kaun ho
Main kaun hoon tum kaun ho
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho
Tum kaun ho main kaun hoon
Tum kaun ho main kaun hoon
Ghamgeen hoon aur tum mazloom ho
Bla bla…
Main majboor hoon aur tum benaam ho.

MovieInquilaab
SingerJunoon (Band)
Music ComposerJunoon (Band)
LyricistSalman Ahmad
LabelEMI Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *