Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan Lyrics | Billu Barber | Rahat Fateh Ali Khan | Pritam Chakraborty

Kab se usko dhundhta hu bheegi palko se yaha
Ab na jane wo kaha hai tha to mera aashiya

Rabba mere mujhko bata haye di mujhe kyun ye saza
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha

Ek chhota sa jaha tha chand khushiyo se bhara
Usko mujhse chin kar hai mil gaya tujhko bhi kya

Ab hai fakat sirf jaa
Kar du mani wo bhi ata
Ab saare bandhan tod ke yado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha
Ab saare bandhan tod ke yado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha

Wakt ke kitne nishan hai zarre zarre me yaha
Dosto ke saath ke pal kuchh hasi kuchh gamjyda

Sab hua ab to fanna bas raha baki dhua
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha

Kab se usko dhundhta hu bheegi palko se yaha
Ab na jane wo kaha hai tha to mera aashiya
Rabba mere mujhko bata haaye de mujhe kyun ye saza
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha
Ab sare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha
Ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke
Main gam se rishta jod ke jau kaha

MovieBillu Barber
SingerRahat Fateh Ali Khan
DirectorPriyadarshan
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistSayeed Quadri
Star CastShahrukh Khan, Irrfan Khan, Lara Dutta, Kareena Kapoor, Priyanka Chopra, Deepika Padukone, Asrani, Om Puri, Rajpal Yadav, Manoj Joshi, Jagdish, Rasika Joshi, Pratik Dalvi, Mitali Mayakar, Atul Parchure, Chirag Vohra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *