Mehroom Huwa Na Dil Kabhi Lyrics | Click | Shaan, Shreya Ghoshal | Shamir Tandon

(Tum ho dil tum ho meri jaan
Tum milon toh mile do jahaan) – (2)
Meri aankhon ka najaara ho
Mere jine ka sahaara ho
Mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi – (2)

Yeh ittfaaq toh hai, dil ke jharoke se
Jab main kabhi dekhu tum hi najar aaye
Ajanabi yeh uljhan hai, yaadon ki jheelon mein
Kyun yeh aalam hai, kuchh hamein samjhaao
Kaisa hai yeh rishton ka jahaan jahaan jahaan
Mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi

Mujtar dhadkan kyun ulajhi hai kadamon se
Raah yeh kaisi hai, hai yeh safar kaisa
Jajb yeh mehshar hai, gungi ummidon mein
Deewaaron dar chup hai, hai yeh shehar kaisa
Le chala silsila kahaan kahaan kahaan
Mehroom mehroom mehroom huwa na dil kabhi
Mehroom mehroom mehroom huwa na

MovieClick
SingerShaan, Shreya Ghoshal
Music ComposerShamir Tandon
LyricistShabbir Ahmed

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *