Mehbub Jo Dekh Le Ek Najar Toh Lyrics | Jeet (1996) | Kumar Sanu | Nadeem-Shravan

(Waado se nahee yaado se nahee, baato se nahee pyar milta hai – (2)
Mehbub jo dekh le ek najar toh, dil ko karar milta hai
Ha dil ko karar milata hai) – (2)

Yeh duneeya nahee yeh khushiya nahee, manga tha tujhe maine rab se – (2)
Tu sath raahe din rat raahe chaha tha yahee maine kabse
Chaha tha yahee maine kabse
Waado se nahee yaado se nahee, baato se nahee pyar milta hai – (2)
Mehbub jo dekh le ek najar toh, dil ko karar milta hai
Ha dil ko karar milata hai

Do jism mile ek jan huye, saanso me jara duree na rahee – (2)
Yeh yaar mere palbhar ke liye (betaabee toh jaaye na sahee -2)
(Waado se nahee yaado se nahee, baato se nahee pyar milta hai – (2)
Mehbub jo dekh le ek najar toh, dil ko karar milta hai
Ha dil ko karar milata hai) – (2)

MovieJeet (1996)
SingerKumar Sanu
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *