Meet Mere Man Ke Mera Ye Vaada Hai Lyrics | Unees Bees | Sulakshana Pandit, Mohammed Rafi | Rajesh Roshan

Meet Mere Man Ke Mera Ye Vaada Hai Lyrics | Unees Bees | Sulakshana Pandit, Mohammed Rafi | Rajesh Roshan

Meet mere man ke mera ye wada hai
Teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
Chahe to aazma
Meet mere man ke mera ye wada hai
Teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
Chahe to aazma

Bholi bhali teri ye ada sari dunia ispe fida
Hum bhi tere matwale hai piya
Bhari mafil me lo ye kah diya
Meet mere man ke mera ye wada hai
Teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
Chahe to aazma

Hum safar humdum hum nawa
Tere bina jina hai fiza
Isiliye tum lage sabse juda
Mujhe dunia me aye dilruba
Meet mere man ke mera ye wada hai
Teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
Chahe to aazma

Subah ki tu pahli kiran kabhi rat ka tu reshmi badan
Din ho ya rat mujhe teri har bat
Jaha bhar se pyari lage
Meet mere man ke mera ye wada hai
Teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
Chahe to aazma

MovieUnees Bees
SingerSulakshana Pandit, Mohammed Rafi
DirectorSwaroop Kumar
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistAmit Khanna
Star CastMithun Chakraborty, Ranjita, Rakesh Roshan, Yogita Bali, Kader Khan, Sujit Kumar, Ranjeet, Jeevan, Reeta Bhaduri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *