Sun sun sun to ae hawa
Na chal tu yu chhu ke tan mera
Sun sun sun to ae hawa
Na chal tu yu chhu ke tan mera
Dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jadu chaa gaya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jadu chaa gaya
Phir khula aasman
Tune mujhe hai de diya
Shukhriya
Shukhriya
Kaise kahu main shukhriya
Kya kahu kya karu
Bas mein nahi hai ye jiya
Jee liya
Jee liya is pal ko maine jee liya
Kal phir se ye pal hoga na hoga ye sama
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jadu chaa gaya
Chulbuli
Chulbuli
Kaisi hawa ye chulbuli
Gudgudi
Gudgudi sare badan mein gudgudi
Dur se dhundhti kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nayi itni aadayein aa rahi
Gila hai tan
Bheega badan
Man mein pyaas kya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jadu chaa gaya
Sun sun sun to ae hawa
Na chal tu yu chhu ke tan mera
Dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
Jadu chaa gaya
Mausam ye awesome bada
Mausam ye awesome bada
| Movie | Kidnap |
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Director | Sanjay Gadhvi |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Mayur Puri |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Minissha Lamba, Imran Khan, Vidya Malvade, Sheila Sharma, Rushita Pandaya, Rahul Dev, Reema Lagoo, Sophie Choudry, Raj Zutshi |

