Mausam Hai Lyrics | Mila Pyar Tera  (Album) | Kumar Sanu

Mausam Hai Lyrics | Mila Pyar Tera (Album) | Kumar Sanu

Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja
Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja

Dekh le tu jara aaj aakar sham kitni hasi hai
Hey sach kahu kasam se sanam bin tere kuch nahi hai
Ha dekh le tu jara aaj aakar sham kitni hasi hai
Hey sach kahu kasam se sanam bin tere kuch nahi hai
Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja

Pyar ka silsila yaar tere sath jab se chala
Ae mane na ab kahi bhi akela dil mera manchala
Ha pyar ka silsila yaar tere jab se chala
Ae mane na ab kahi bhi akela dil mera manchala
Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja

Main jaha bhi rahu
Mere sang sang yade teri rahe
Hey raat ho chahe din
Har sama bas baate teri kare
Ho main jaha bhi rahu
Mere sang sang yade teri rahe
Hey raat ho chahe din
Har sama bas baate teri kare
Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja
Mausam hai pyar ka aise mein tum kaha
Jara pas aao sanam
Tum ho meri janeja

MovieMila Pyar Tera (Album)
SingerKumar Sanu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *