Mausam Aaya Hai Lyrics | Ek Number Ka Chor | Alka Yagnik, Mohammed Yunus | Maqsood Iqbal

Mausam Aaya Hai Lyrics | Ek Number Ka Chor | Alka Yagnik, Mohammed Yunus | Maqsood Iqbal

Mausam aaya hain
Mausam aaya hain
Or karib aane ka
Ang lag jaane ka
Tujh pe mar jaane ka
Itna tadpaaya hain

Ab aashiya banake tere dil me rahna hain
Ab aashiya banake tere dil me rahna hain
Duniya hume kya rokegi
Duniya se kahna hain
Duniya hume kya rokegi
Duniya se kahna hain
Sajan man bhaya hain
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

Jisne mere din raato ko gulzaar kar diya
Jisne mere din raato ko gulzaar kar diya
Jisne mera bahaaro se singaar kar diya
Jisne mera bahaaro se singaar kar diya
Vo tera saaya hain
Vo tera saaya hain
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

Humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain
Humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain
Mahbub pahle rab se tera naam liya hain
Mahbub pahle rab se tera naam liya hain
Ishk rang laaya hain
Mausam aaya hain or karib aane ka
Mausam aaya hain ang lag jaane ka
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

MovieEk Number Ka Chor
SingerAlka Yagnik, Mohammed Yunus
DirectorTajdar Amrohi
Music ComposerMaqsood Iqbal
LyricistMaya Govind
Star CastMazhar Khan, Sneh Lata, Aatish Devgan, Harish Patel, Reeta Bhaduri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *