Masti Bhari Bahar Ne Mastana Kar Diya Lyrics | Pugree | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Masti Bhari Bahar Ne Mastana Kar Diya Lyrics | Pugree | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne
Mastana kar diya haay mastana kar diya
Sab rog karar lut ke sab rog kara lut ke
Diwana kar diya haay diwana kar diya

Masti bhari bahar ne mastana kar diya
Sab rog karar lut ke diwana kar diya
Haay diwana kar diya

Duniya jawan hai mai jawani ko kya kahu
Jawani ko kya kahu
Zalim ne mujhko hosh se
Zalim ne mujhko hosh se
Begana kar diya haay begana kar diya
Masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne
Mastana kar diya haay mastana kar diya

Bulbul bhi dil ko tham ke haay
Bulbul bhi dil ko tham ke haay
Phulo se kah uthi phulo se kah uthi
Khud shamma ban gaye mujhe
Khud shamma ban gaye mujhe
Parwana kar diya haay parwana kar diya
Masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne
Mastana kar diya haay mastana kar diya

MoviePugree
SingerShamshad Begum
DirectorAnant Thakur
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastAmar, Kamini Kaushal, Shashikala, Gope, Pratima Devi, Ram Avtar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *