Mastee Ke Char Din Hain Lyrics | Madhubaala | Sonu Kakkar | Bapi Tutul

Mastee Ke Char Din Hain Lyrics | Madhubaala | Sonu Kakkar | Bapi Tutul

Mastee ke char din hain bakee bekar din hain
Inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
Mastee ke char din hain bakee bekar din hain
Inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
Dil pe na lena yara kismat ka khel sara
Mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja
Mastee ke char din hain bakee bekar din hain
Inaka maja le bakee bhul ja re bhul ja

Kal hua jo kal hua woh toh gujra pal hua
Yad na kar bhul ja inn palo ka le maja
Bhul ja le maja bhul ja
Mastee ke char din hain bakee bekar din hain
Inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
Dil pe na lena yara kismat ka khel sara
Mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja

Ajnabee chehre yaha ajnabee see dastan
Dastan ko bhul ja inn palo ka le maja
Bhul ja le maja bhul ja
Mastee ke char din hain bakee bekar din hain
Inka maja le bakee bhul ja re bhul ja
Dil pe na lena yara kismat ka khel sara
Mastee me jee le bakee bhul ja re bhul ja

MovieMadhubaala
SingerSonu Kakkar
DirectorShivram Yadav
Music ComposerBapi Tutul
LyricistSandeep Nath
Star CastSameer Dharmadhikari, Rajoo Kariya, Kanishka, Nafisa Khan, Gurpreet Singh, Abhay Bhargava, Anil Nagrath, Vishwajeet Pradhan, Milind Gunaji, Aditi Govitrikar, Rajeev Varma, Supriya Karnik, Bhoomika Zaveri, Ram Mishraa, Samita Hai, Asawari Joshi, Ganesh Yad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *