Mariya Lyrics | Dastaan (Ali Haider) | Ali Haider

Mariya Lyrics | Dastaan (Ali Haider) | Ali Haider

Ma ma ma ma ma mariya
Tumne ye kya kiya
Tumne jo bhi chaha tumko mila
Par mujhko kya mila

Ma ma ma ma ma mariya
Tumne ye kya kiya
Tumne jo bhi chaha tumko mila
Par mujhko kya mila
Teri adao ka hu main deewana
Kyun main tera hi dewaana hua o mariya

Ma ma ma ma ma mariya
Tumne ye kya kiya
Meri raaton ki neende chura li
Ghar dil mein kar liya
Sapne sajayenge hum dono milke
Ab jeena mushkil hai tere bina o mariya

Jeevan ki tapti kadi dhoop mein
Saaya na koi mila
Ghuma hu sare jahan mein
Akela tumsa na koi mila

Ma ma ma ma ma mariya
Tumne ye kya kiya
Mujhe apne aap se chhin kar
Begana kar diya
Dhal jaaye suraj shaam jo aaye
Duri mita dena paas aake o mariya

Ma ma ma ma ma mariya
Tumne ye kya kiya
Wada jo na pura hua wo
Mujhse kyun kiya
Tumne kaha tha ki meri rahogi
Banake mujhe apna tum
Meri banogi o mariya

MovieDastaan (Ali Haider)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *