Mar Gaya Bichhua Bichhua Bedard Aadhee Rat Ko Lyrics | Farz | Anupama Deshpande | Uttam Singh

Mar Gaya Bichhua Bichhua Bedard Aadhee Rat Ko Lyrics | Farz | Anupama Deshpande | Uttam Singh

Mar gaya bichhua bichhua
Bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya
Chori se haye ungli me challa jad gaya
Aye bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya

Rat ki baho me soyi thi mai hoye hoye
Anjane sapno me khoyi thi mai hoye hoye
Wo dank mara machalne lagi
Nindo me karvat badalne lagi
Kam na hua haye dard aur badh gaya
Haye bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya

Maine ye socha hua jab savera hay hay
Ha bichhua tha wo ke wo sajan tha mera hay hay
Chup ke chupa ke kahan se wo aaya
Ye raj maine to sabse chupaya
Jo bhi hua haye chain mujhko pad gaya
Bedard adhi rat ko meri chat pe chad gaya

MovieFarz
SingerAnupama Deshpande
DirectorRaj Kanwar
Music ComposerUttam Singh
LyricistSameer
Star CastSunny Deol, Preity Zinta, Jackie Shroff, Mukesh Tiwari, Om Puri, Farida Jalal, Dara Singh Randhawa, Johny Lever, Surendra Rajan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *