Mann Chahi Ladki Kahin Koi Mil Jaaye Lyrics | Waqt Ki Deewar | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Mann Chahi Ladki Kahin Koi Mil Jaaye Lyrics | Waqt Ki Deewar | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Manchahi ladki manchahi ladki
Manchahi ladki kahi koi mil jaye
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Manchaha ladka manchaha ladka
Manchaha ladka kahi koi mil jaye
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Manchahi ladki manchaha ladka
Manchahi ladki kahi koi mil jaye
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai

Dekhi hai maine bhi dekhi hai
Khwabo khyalo me koi pari si
Aachal me chehra chupaye taswir jaise ho shramo haya ki
Haye kasam se lut gaya mai to
Mit gaya mai to pahli najar me
Kahi koi mil jaye apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai

Maine bhi ek din to dekha tha koi
Anadi sa budhu diwana maine bhi ek din to dekha tha koi
Anadi sa budhu diwana jadu tha kya uski aankho me
Ha uski bato me maine na jana
Haye kasam se lut gayi mai bhi
Mit gayi mai pahli najar me
Kahi koi mil jaye apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai

Rato ki bechain baho me chupchap
Jalta hai ye dil diwana diwani shama bhi jalti hai
Ye raz jane na pagal parwana
Haye kasam se dil me hai jo
Aayegi wo kab mere ghar me kahi koi mil jaye
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Manchahi ladki manchaha ladka
Manchahi ladki kahi koi mil jaye
Apna bhi is sal shadi ka irada hai
Apna bhi is sal shadi ka irada hai

MovieWaqt Ki Deewar
SingerKishore Kumar, Asha Bhosle
DirectorRavi Tandon
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnjaan
Star CastSanjeev Kumar, Jeetendra, Neetu Singh, Amjad Khan, Kader Khan, Birbal, Preeti Ganguli, Satyen Kappu, Nazneen, Paintal, Sulakhshana Pandit, Pran, Deven Verma, Rajan Haksar, Sunder, Rajendra Nath, Indu Shivraj, Shatrughan Sinha, Jay Shree T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *