Kyu lad rahi hai mujhse tu
Ek faisla suna
Idhar ya udhar kahi pe to ja
Dil chala
Chala
Chala
Dil chala
Chala
Bada hai ye manchala
Hawa me dub gayi
Dhuen ki sari kashtiyaan
Dhuen ki sari kashtiyaan
Dhuen ka saanp hai yaha
Dhuen la phul khil gaya
Waqt ki hawa chali
Dhuaan dhuen me mil gaya
Kashamkash hai jindagi ki
Vo kya hai jo nahi mujhe pata bata
Bata
Bata
O bata kaha
Kaha hai jaakar chhipa

