Man Saup Diya Lyrics  | Malti Madhav | Anant Marathe, Durga Khote | Lata Mangeshkar | Sudhir Phadke

Man Saup Diya Lyrics | Malti Madhav | Anant Marathe, Durga Khote | Lata Mangeshkar | Sudhir Phadke

Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein
Anjane mein anjane mein
Anjane mein anjane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein

Naino ne daras ras kiya pan
Kar diya palak mein hriday dan
Naino ne daras ras kiya pan
Kar diya palak mein hriday dan
Ek jhalak mein bandhe naino se pran
Ek jhalak mein bandhe naino se pran
Kitana sukh hai bandh jaane mein
Kitana sukh hai bandh jaane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein

Aankho ko kya ho gaya aaj
Hai path mein ataki bina kaj
Aankho ko kya ho gaya aaj
Hai path mein ataki bina kaj
Pag pag par inko baraje laaz
Pag pag par inko baraje laaz
Yeh aati nahi bahlane mein
Yeh aati nahi bahlane mein
Man saup diya anjane mein
Man saup diya anjane mein.

MovieMalti Madhav
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerSudhir Phadke
LyricistPandit Narendra Sharma
Star CastAnant Marathe, Durga Khote, Balakram, Baby Shakuntala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *