Man Ke Andhiyare Aangan Me Lyrics | Nivedan (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Man Ke Andhiyare Aangan Me Lyrics | Nivedan (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna
Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna
Tan man sada rahe aanandit
Tan man sada rahe aanandit
Prabhuji kripa karna
Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna

Tan nirmal ho
Man sheetal ho
Jaise jal ki dhara
Tan nirmal ho
Man sheetal ho
Jaise jal ki dhara
Prabhu bhakti se bhar jaye ab
Man ka kalash humara
Man me mere sada samarpan
Man me mere sada samarpan
Shakti tan me bharna
Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna

Mere ishwar
Mere daata
Mera bhagay banao
Mere ishwar
Mere daata
Mera bhagay banao
Aan pada hu charno me tere
Mujhko tum apnano
Daas narayan kare nivedan
Daas narayan kare nivedan
Sare sankat harna
Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna
Tan man sada rahe aanandit
Tan man sada rahe aanandit
Prabhuji kripa karna
Man ke andhiyare aangan me
Jyot jalaye rakhna

MovieNivedan (Jagjit Singh)
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh
LyricistNarayan Agrawal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *