Maiya Tumhare Bina Lyrics  | Rajrani Damayanti | Trilok Kapoor, Nirupa Roy | Mahesh Kumar, Sulochana Kadam | Avinash Vyas

Maiya Tumhare Bina Lyrics | Rajrani Damayanti | Trilok Kapoor, Nirupa Roy | Mahesh Kumar, Sulochana Kadam | Avinash Vyas

Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina

Tune dudh pilakar pala
Teri god me phule
Teri mamta ke aanchal me
Kaliyo ke rang jhule
Chhoti si kaya me
Pran hai tumhare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina

Dur base ha ji ke tukde
Haye bikhre maiya
Bin bachhde ke tadap rahi
Hai ye dukhyari gaiya
Jalte hai aanchla
Me aaj angare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina

Koi na jane komal aahe
Ambar se takrati hai
Rajmahalo ki diware bhi
Fisal fisal jati hai
Aao maiya aao maiya
Aao maiya rom
Rom tujhko pukare
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina
Pran dukhiyare
Bichhd gaye aankho
Se aankho ke tare
Maiya tumhare bina
Maiya tumhare bina.

MovieRajrani Damayanti
SingerMahesh Kumar, Sulochana Kadam
DirectorRaja Nene
Music ComposerAvinash Vyas
LyricistNilkanth Tiwari
Star CastTrilok Kapoor, Nirupa Roy, Ram Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *