Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Sab bhul gaya yaad raha
Allah hi allah allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Sab bhul gaya yaad raha
Allah hi allah allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Phulo me basi chandani
Raato ki namaje
Phulo me basi chandani
Raato ki namaje
Khushbu si sitaro ki dua
Allah hi allah
Khushbu si sitaro ki dua
Allah hi allah
Sab bhul gaya yaad raha
Allah hi allah allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Pairo ki safe paat
Farishto ki kataare
Pairo ki safe paat
Farishto ki kataare
Khamosh pahado ki nida
Allah hi allah
Khamosh pahado ki nida
Allah hi allah
Sab bhul gaya yaad raha
Allah hi allah allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Ek naam ki takhati ka
Mujhe shauk hua tha
Ek naam ki takhati ka
Mujhe shauk hua tha
Paani pe hawao ne likha
Allah hi allah
Paani pe hawao ne likha
Allah hi allah
Sab bhul gaya yaad raha
Allah hi allah allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
Maine teri aankhon mein padha
Allah hi allah
| Movie | Waqt Par Bolna (Album) |
| Singer | Hariharan |
| Music Composer | Hariharan |

