Maine Pyar Kar Liya Lyrics | Aashik Aawara | Alka Yagnik, Udit Narayan | Laxmikant-Pyarelal

(Dile nadan pe is beiman pe
Ho aitbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha) – (2)

(Hum tum na milte to thik hota
Ye dard na dil ke najdik hota) – (2)
Tum se gale milke teer koi dil ke
Ho aar par kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
Ho aitbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha

(In soye tufano ko jagaya
Kyu dil ke armano ko jagaya) – (2)
Ji or jaan ko sare jahan ko
Ho bekarara kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha

(Aasu kharide muskan de di
Dil kya diya maine jaan de di) – (2)
Is rup rang ko an ang ang ko
Ho gunhegar kar liya
Maine pyar kar liya nahi karna tha
Dile nadan pe is beiman pe
(Ho aitbar kar liya nahi karna tha
Maine pyar kar liya nahi karna tha) – (2)

MovieAashik Aawara
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *