Maine Dil Abhi Diya Nahi Mai Abhi Kya Jaanu Lyrics | The Train | Asha Bhosle | R D Burman

Maine Dil Abhi Diya Nahi Mai Abhi Kya Jaanu Lyrics | The Train | Asha Bhosle | R D Burman

Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Mai hu nadan tu anjan mai kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

Bas aaj hi to hum mile hai
Bechain hotho pe gile hai
Do char hongi mulakate
Fir hogi pyar bhari bate
Bas aaj hi to hum mile hai
Bechain hotho pe gile hai
Do char hongi mulakate
Fir hogi pyar bhari bate
Maine pyar abhi kiya nahi mai abhi kya janu
Maine pyar abhi kiya nahi mai abhi kya janu
Mai hu nadan tu anjan mai kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

Kya hai dil ki ye kahani
Kya jane meri ye jawani
Ye darde dil kya dawa hai
Kya jane is ki dawa hai
Kya hai dil ki ye kahani
Kya jane meri ye jawani
Ye darde dil kya dawa hai
Kya jane is ki dawa hai
Darde dil abhi liya nahi mai abhi kya janu
Darde dil abhi liya nahi mai abhi kya janu
Mai hu nadan tu anjan mai kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

So baar logo se suna hai
Is pyar me bhi ek nasha hai
Do ghut pilu to batau
Fir haal dil ka mai sunau
So baar logo se suna hai
Is pyar me bhi ek nasha hai
Do ghut pilu to batau
Fir haal dil ka mai sunau
Uff ye jham abhi nahi mai abhi kya janu
Uff ye jham abhi nahi mai abhi kya janu
Mai hu nadan tu anjan mai kaise manu
Tu ru tu tu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu
Maine dil abhi diya nahi mai abhi kya janu

MovieThe Train
SingerAsha Bhosle
DirectorRaveekant Nagaich
Music ComposerR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastRajesh Khanna, Nanda, Rajendra Nath, Helen, Aruna Irani, Madan Puri, Tun Tun, Iftekhar, Sunder, Shammi, Rajesh Khattar, Mumtaz Begum, Shetty, Chaman Puri, John

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *