Main Un Ki Ban Jaayun Re Lyrics | Hamari Baat | Parul Ghosh | Anil Biswas

Main Un Ki Ban Jaayun Re Lyrics | Hamari Baat | Parul Ghosh | Anil Biswas

Main un ki ban jaau re
Main un ki ban jaau
Main un ki ban jaau re
Main un ki ban jaau
Pag chinha unka panth niharu
Nainan deep jalau
Pag chinha unka panth niharu
Nainan deep jalau
Main nainan deep jalau
Main un ki ban jaau re
Main un ki ban jaau

Khadi rahi hu main piya ke path mein
Aaye wo
Aaye chanda ke rath mein
Khadi rahi hu main piya ke path mein
Aaye wo
Aaye wo chanda ke rath mein
Main man hi man lang lagau
Main man hi man lang lagau
Dur khadi sharmau
Main dur khadi sharmau
Main un ki ban jaau
Main un ki ban jaau re
Main un ki ban jaau

Main solah singaar karungi
Ae ri sakhi
Ae ri sakhi
Ae ri sakhi main pi ko marungi
Main solah singaar karungi
Bhole man ke armano ki jaymala pahnau
Bhole man ke armano ki jaymala pahnau
Main aymala pahnau
Main un ki ban jaau
Main un ki ban jaau re
Main un ki ban jaau

MovieHamari Baat
SingerParul Ghosh
DirectorD M Dharamsey
Music ComposerAnil Biswas
LyricistNarendra Sharma
Star CastDevika Rani, David, Jairaj, Shahnawaz, Mumtaz Ali, Kamta Prasad, Dulari, Raj Kapoor, Suraiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *