Main To Tumse Bandhi Rahu Lyrics  | Anjaan | Devika Rani, Ashok Kumar | Devika Rani | Pannalal Ghosh

Main To Tumse Bandhi Rahu Lyrics | Anjaan | Devika Rani, Ashok Kumar | Devika Rani | Pannalal Ghosh

Main to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara
Main to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara

Bandhan tumahar mujhe
Mere naino ka manzil taera
Bandhan dulara mujhe
Mere sapno phir jan hara
Mere jeevan ka jis se sahara
O piya bandhan tumhara pyara
Mere jeevan ka jis se sahara
O piya bandhan tumhara pyara
Main to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara.

MovieAnjaan
SingerDevika Rani
DirectorAmiya Chakrabarty
Music ComposerPannalal Ghosh
LyricistRamchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Star CastDevika Rani, Ashok Kumar, V.H. Desai
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *