Main To Lut Gayi Duniyawalon Lyrics  | Baazigar | Jairaj, Nirupa Roy | Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Main To Lut Gayi Duniyawalon Lyrics | Baazigar | Jairaj, Nirupa Roy | Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Main to lut gayi duniyawalon
Zara sa ghunghat khol ke
Maano ya na maano
Denewale dil dete hai
Bich bajhuriya bol ke
Maano ya na maano

Main to lut gayi duniyawalon
Zara sa ghunghat khol ke
Maano ya na maano
Denewale dil dete hai
Bich bajhuriya bol ke
Maano ya na maano

Laakh chhupaya bhed magar
Akhiyon ne diya bataye
Laakh chhupaya bhed magar
Akhiyon ne diya bataye
Kaisa chaand aur pyaar dilo ka
Chhupate nahi chhupaaye
Kaisi ghadi ye aankh ladi
Ye soch samaj na paaye
Kar gaya koi dil ka sauda
Do akhiyon se tol ke
Maano ya na maano
Denewale dil dete hai
Bich bajhuriya bol ke
Maano ya na maano

Naam gaya badnaam huyi
Mein taane de jag saara
Naam gaya badnaam huyi
Mein taane de jag saara
Gali pyaar ki kab aate hain
Dil ko naam hain pyara
Laakh sambhala dil matwala
Bas na chala hamara
Kuch aise haath mile
Dil baithe bin molke
Maano ya na maano
Denewale dil dete hai
Bich bajhuriya bol ke
Maano ya na maano

Main to lut gayi duniyawalon
Zara sa ghunghat khol ke
Maano ya na maano
Denewale dil dete hai
Bich bajhuriya bol ke
Maano ya na maano.

MovieBaazigar
SingerSuman Kalyanpur, Usha Mangeshkar
DirectorNanabhai Bhatt
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistPrem Dhawan
Star CastJairaj, Nirupa Roy, Romi, Tiwari, Helen, Manju, Mridula
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *