Main Thoda Tum Zara (Title) Lyrics  | Main Thoda Tum Zara | Aayat Shaikh, Minesh Singh | Ravi Chowdhury | Ravi Chowdhury

Main Thoda Tum Zara (Title) Lyrics | Main Thoda Tum Zara | Aayat Shaikh, Minesh Singh | Ravi Chowdhury | Ravi Chowdhury

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna
Chal mil jaaye
Kya aadha adhoora sa rehna

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna
Chal mil jaaye
Kya aadha adhoora sa rehna

Pure chand ki tarah
Nikli aashman se raina
Kyun na udd le hawao sang
Falak tak paas aao na

Pure chand ki tarah
Nikli aashman se raina
Kyun na udd le hawao sang
Falak tak paas aao na

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna

Tere liye waqt saara
Tu ishq wala sitaara
Tujhe dekh kar hi
Jaise hota hai mera gujaara

Ooo tere liye waqt saara
Tu ishq wala sitaara
Tujhe dekh kar hi
Jaise hota hai mera gujaara

Meri ungliyo ko de
Apne walo mein jagah
Baahon mein rakh loon tujhe
Tu hai mahfooz yahan

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna
Chal mil jaaye
Kya aadha adhoora sa rehna

Pure chand ki tarah
Nikli aashman se raina
Kyun na udd le hawao sang
Falak tak paas aao na

Pure chand ki tarah
Nikli aashman se raina
Kyun na udd le hawao sang
Falak tak paas aao na

Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna
Main thoda tum zara
Hai mausham ka kehna.

MovieMain Thoda Tum Zara
SingerRavi Chowdhury
DirectorSayan Sinha Roy
Music ComposerRavi Chowdhury
LyricistRahul Mehar
Star CastAayat Shaikh, Minesh Singh
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *