Main Teri Deewani Lyrics  | Aulad Ke Dushman | Shatrughan Sinha, Raj Babbar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)

Main Teri Deewani Lyrics | Aulad Ke Dushman | Shatrughan Sinha, Raj Babbar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)

Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon
Aa aa aa aoo oo
Har zindagi ki apni kahani
Har zindagi ki apni kahani
Kahi jasan or kahi hai virani

Dil dil se mil rahe hai
Arma machal rahe hai
Khushiyo mein mohabbat
Ke chirago jalana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon

Daman wefa ka thama hai jisne
Daman wefa ka thama hai jisne
Pyar me dhoka khaya hai usne

Kismat se hum mile hai
Chahat ke gul khile hai
Baho mein sanam ho to
Kadamo mein jamana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon
Main teri deewani hoon
Mai teri.

MovieAulad Ke Dushman
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu, Sadhana Sargam
DirectorRajkumar Kohli
Music ComposerShyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender)
LyricistSatish Sharma
Star CastShatrughan Sinha, Raj Babbar, Armaan Kohli, Ayesha Jhulka, Kiran Kumar, Shakti Kapoor, Vikas Anand, Bob Christo
LabelBMG Crescendo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *