Main tere saath hoon jahan tu hai – 2
Dil ki dharati ka asaman tu hai – 2
Main tere saath hoon jahan tu hai
Ankh jalwa tera talaash kare
(Ankh jalawa) – 2 tera talaash kare -2
Dil bhi poochhe mera kaha tu hai – 2
Dil ki dharti ka aasman tu hai – 2
Main tere saath hoon jahan tu hai
Jiski khaatir bhatak raha hoon main – 3
Meri manzil ka woh nisha tu hai – 2
Dil ki dharti ka aasman tu hai – 2
Main tere sath hoon jahan tu hai
Chain aye na aab karar aye
(Chain aye) – 2 na aab karar aye – 2
Mujhko aawaz de kaha tu hai – 2
Dil ki dharti ka asaman tu hai – 2
Main tere sath hoon jahan tu hai
| Movie | Film Hits - Pankaj Udhas |
| Singer | Pankaj Udhas |