Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Deewana main deewana
Main tera hun deewana
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Hey jismo ki duri tum dhire se mitne do
Arey hontho se hontho pe
Hontho ko likhne do
Kehna tha jo kabse keh dun woh sabse
Kehna tha jo kabse keh dun woh sabse
Dil mera tera hua
Seekhe koi tumse aag ye lagana
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Ankhon ki masti mein palko ki basti mein
Dil mera rahene laga
Aaya hai suhana ye pyaar ka zamana
Deewana main deewana main tera deewana.
| Movie | Jahan Jaaeyega Hamen Paaeyega |
| Singer | Aadesh Shrivastava, Sneha Pant |
| Director | Janmendra Ahuja |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Nusrat Badr |
| Star Cast | Master Aadnani, Krishna Abhishek, Vinay Anand, Narendra Bedi, Birbal, Joshika Chowksi, Anil Dhawan, Divya Divedi, Govinda, Dinesh Hingoo Adi Irani, Kanishkaa Kapoor, Sakshi Kapoor, Kader Khan, Razak Khan, Manmauji, Milie, Nitu Naidu, Mukesh Rishi, Sharat |
| Label | T-Series |
