Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics  | Insaniyat | Amitabh Bachchan, Sunny Deol | Anwar Hussain, Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan

Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Lyrics | Insaniyat | Amitabh Bachchan, Sunny Deol | Anwar Hussain, Lata Mangeshkar | Rajesh Roshan

Main naseeb hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Jo kisi jatan se na bujh sake
Mai janam janam ki wo pyas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mere jism hai kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main paas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

Koi zulm tujhpe kare yahan
To jala ke rakh dunga do jahan
Tu naseeb hai mere pyar ka
Ye naseeb kabhi na ho juda
Tere khawabo ki teri yaado ki
Tere saanso ki wahi pyas hoon
Jara mudkar to idhar
Tere saath hu tere paas hoon.

MovieInsaniyat
SingerAnwar Hussain, Lata Mangeshkar
DirectorTony Juneja
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistAnjaan
Star CastAmitabh Bachchan, Sunny Deol, Raveena Tandon, Jayaprada, Chunky Pandey, Sonam
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *