Main Naa Bhoolunga Lyrics | Roti Kapada Aur Makaan | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Main Naa Bhoolunga Lyrics | Roti Kapada Aur Makaan | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Inn rasmo ko, inn kasmo ko, inn rishte naato ko
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolungee, main na bhoolunga
Inn rasmo ko, inn kasmo ko, inn rishte naato ko
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee

Chalo jag ko bhoole
Ho chalo jag ko bhoole, khayaalo mein jhule
Bahaaro mein dole
Bahaaro mein dole, sitaaro ko chhu le
Aa teree main maang sawaaru, too dulhan ban jaa
Maang se jo dulhan kaa rishta, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee

Samay kee dhaara me, umar bah jaanee hai
Jo ghadee jee lenge
Jo ghadee jee lenge, wahee rah jaanee hai
Mai ban jaau saans aakharee, too jivan ban jaa
Jivan se saanso kaa rishta, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee

MovieRoti Kapada Aur Makaan
SingerLata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorManoj Kumar
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistSantosh Anand
Star CastManoj Kumar, Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Moushumi Chatterjee, Aruna Irani, Amitabh Bachchan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *