Main Kya Hoon Lyrics | Love Aaj Kal | KK | Pritam Chakraborty

Khaabon ki dehlije kadamon ko abb mere hai chumati ha ha ha ha
Pehaletha main pichhe, yeh duniya abb pichhe hai ghumati ha ha ha ha
Main kya hoon, main kya yeh batlaau, main woh hoon jo chaahu woh paau
Main khud se hi waade nibhaah, main woh hoon jo chaahu woh paau

(Abb saari raahein kholein baahein pichhe aaye mere manjilein
Abb jaau jahaan lage wahaan mere hone se hai mehfilein) – (2)
Main jine ka andaaj jaanu, main khushiyon ka har raaj jaanu
Main jaanu jahaan ko batlaau, main woh hoon jo chaahu woh paau
Main khud se hi waade nibhaau, main woh hoon jo chaahu woh paau

(Abb jaana maine jina kya hai kya hai pura hona khaab ka
Abb dekhu na woh sochu na woh jo bhi yahaan na ho khaab sa) – (2)
Hai shaamo mein abb toh sabere, hai haathon mein abb waqt mere
Main ?? iraadon se jaau, main woh hoon jo chaahu woh paau
Main khud se hi waade nibhaau, main woh hoon jo chaahu woh paau

Khaabon ki dehlije kadamon ko abb mere hai chumati ha ha ha ha

MovieLove Aaj Kal
SingerKK
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistIrshad Kamil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *