Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics  | Phool | Sunil Dutt, Kumar Gaurav | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Main Kitna Pyar Karta Hoon Lyrics | Phool | Sunil Dutt, Kumar Gaurav | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon

Rup aankho pe tera
Yu chha gaya
Kuchh nazar aata nahi
Tere siwa
Rup aankho pe tera
Yu chha gaya
Kuch nazar aata nahi
Tere siva
Hal mera bhi kuchh
Aisa ho gaya
Dekhti hoon jab kabhi
Main aaina
Aaine mein bhi
Tera didar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon

Aisa lagta hai dile betab ko
Tum hamesha se hi
Mere sath ho
Aisa lagta hai dile betab ko
Tum hamesha se hi
Mere sath ho
Nind bhi aati nahi
Ab raat ko
Bhoonl baitha hoon
Main apne aapko
Yaad ek pal mein tujhe
Sau bar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon

Dard ye khoond hi
Dawa ban jayega
Dard ye dil ka
Saha na jayega
Dard ye khoond hi
Dawa ban jayega
Pyar kitne din
Hame tadpayega
Ek din apna milan
Ho jayega
Main usi din ka to
Intezar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Rab se jiyada tujhpe
Aitbaar karti hoon
Kya kahoon tujhse
Main kitna pyar karta hoon
Sabse jiyada tujhpe
Aitbaar karta hoon.

MoviePhool
SingerKumar Sanu, Sadhana Sargam
DirectorSingeetham Srinivasa Rao
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistAnand Bakshi
Star CastSunil Dutt, Kumar Gaurav, Madhuri Dixit
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *