Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Lyrics | Ram Aur Shyam (1967) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Naushad

Main hu saaqi tu hai sharabi-sharabi – (2)
Tune aankho se pilayii woh nasha hai ke duhai
Har taraf dil ke chaman mein phul khile hain gulabi-gulabi
Main hu saaqi…

Ishq mein jina sambhal ke dil ka paimana na chhalake
Bahaki-bahaki teri najare kwaab dikhlaati hain kal ke – (2)
Teri mehfil mein o saaqi ham chale aaye nashe mein
Abb toh bas yeh hai tamanna umrr kat jaaye nashe mein – (2)
Ishq hai teri sawali – (2)
Husn hai mera jawabi-jawabi
Tu hai saaqi main hoon sharabi-sharabi

Main teri duniya mein aa ke rah gaya khud ko bhula ke
Kya ho anjaam na jaane hosh ulfat mein ganva ke – (2)
Bekhudi ke yeh taraane yu hi gaaye ja dewaane
Ishq rang laayega apana aa gaaye ab woh jamaane – (2)
Teri mastaani yeh baate
Aa aa…
Teri mastaani yeh baate dil pe laaye na karaabi-karaabi
Main hoon saaqi…

MovieRam Aur Shyam (1967)
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerNaushad
LyricistShakeel Badayuni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *