Main Hoon Ek Nanhi Bachchi Lyrics  | Jai Dakshineshwar Kaali Maa | Hema Malini, Ajinkya Deo | Kavita Paudwal | Aditya Paudwal

Main Hoon Ek Nanhi Bachchi Lyrics | Jai Dakshineshwar Kaali Maa | Hema Malini, Ajinkya Deo | Kavita Paudwal | Aditya Paudwal

Main hoon ek nanhi bachchi
Tu maiyan hain mori
Main sidhi sadi kachchi
Tu dena paiyan tori
Mujhe jhule jhulaa
Mujhe dudh peela
Mujhe makhan khila
Mujhe goad mein sulaa
Dakshineshwari kali maa
Dakshineshwari kali
Main hoon ek nanhi bachchi
Tu maiyan hain mori

Jaaun jahan main tujhko hi paaun
Ghun tere gaaun tujhko hi chahun
Jaaun jahan main tujhko hi paaun
Ghun tere gaaun tujhko hi chahun
Mamta ki chhaon mein tere is paaon mein
Sukh hain apaar mera rom rom kare maiyan
Teri hi pukaar
Main hoon ek nanhi bachchi
Tu maiyan hain mori

Jeevan ki dor hai tere hi haath mein
Mujhko kya dar maa tu hai jo saath mein
Jeevan ki dor hai tere hi haath mein
Mujhko kya dar maa tu hai jo saath mein
Teri hi bhakti teri hi pooja
Tera vishvash hain teri kripaa hain
Maiya tu mere paas hain
Main hoon ek nanhi bachchi
Tu maiyan hain mori
Main sidhi sadi kachchi
Tu dena paiyan tori
Mujhe jhule jhulaa
Mujhe dudh peela
Mujhe makhan khila
Mujhe goad mein sulaa
Dakshineshwari kali
Maa dakshineshwari kali
Maa dakshineshwari kali
Hey maa dakshineshwari kali
Maa dakshineshwari kali
Maa dakshineshwari kali.

MovieJai Dakshineshwar Kaali Maa
SingerKavita Paudwal
DirectorShantilal Soni
Music ComposerAditya Paudwal
LyricistRavindra Jain, Shekhar Sen, Sooraj Ujjaini
Star CastHema Malini, Ajinkya Deo, Mrinal Kulkarni, Alok Nath, Jayshree T, Jayshree Gadkar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *