Main Gunehgar Hoon Lyrics  | Nai Roshni | Ashok Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Main Gunehgar Hoon Lyrics | Nai Roshni | Ashok Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Mai gunahgar jo chahe saja do mujhko
Maine sapne me tujhe ched diya
Umar bhar kaid e mohabbat ki saja di tumko
Tumne sapne me hame ched diya

Pyar se jisne giraftar kiya
Dil mera usko dua deta hai
Hamne dekha ye ajab diwana
Kaid hoke bhi maja leta hai
Mai gunahgar hu jo chahe saja do mujhko
Umar bhar kaid e mohabbat ki saja di tumko
Tumne sapne me hame ched diya

Sakhtiya kaid ki tum kya jano
Chahte ho to rihayi le lo
Ab kapas hi me pada rahne do
Chahe badle me khudayi le lo
Umar bhar kaid mohabbat ki saja di tumko
Tumne sapne me hame ched diya
Mai gunahgar jo chahe saja do mujhko
Maine sapne me tujhe ched diya

Maine khwabo ka sahara leke
Do ghadi tumse mohabbat ki hai
Tum ise lakh mohabbat kahlo
Ham to samjhenge sararat ki hai
Mai gunahgar jo chahe saja do mujhko
Maine sapne me tujhe ched diya
Umar bhar kaid eye mohabbat ki saja di tumko
Tumne sapne me mujhe ched diya.

MovieNai Roshni
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorC.V. Sridhar
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistRajendra Krishan
Star CastAshok Kumar, Mala Sinha, Raaj Kumarm, Biswajeet, Pahadi Sanyal, Sailesh Kumar, Asit Sen, Anwar Hussain
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *