Main Ek Panchhi Matwala Re Lyrics  | Mamata Ki Chhaon Mein | Amit Kumar, Rajesh Khanna | Amit Kumar | Kishore Kumar

Main Ek Panchhi Matwala Re Lyrics | Mamata Ki Chhaon Mein | Amit Kumar, Rajesh Khanna | Amit Kumar | Kishore Kumar

Main ek panchi matwala re
Matwala aur nirala re
Mera is duniya ke baag
Mein aana jana re
Main ek panchi matwala re
Matwala aur nirala re
Mera is duniya ke baag
Mein aana jana re

Doaur gagan ka panchi hoon
Main doaur thikana mera
Doaur gagan ka panchi hoon
Main doaur thikana mera
Is bagiya ki dal par mera
Ek pal rain basera
Hichkole khau
Cha chahau gungunau
Badlo ke sang sang ud ud jau
Main apne aap mein bhola re
Mera is duniya ke
Baag mein aana jana re
Matwala aur nirala re
Mera is duniya ke baag
Mein aana jana re
Main ek panchi matwala re
Matwala aur nirala re
Mera is duniya ke baag
Mein aana jana re.

MovieMamata Ki Chhaon Mein
SingerAmit Kumar
DirectorAmit Kumar, Kishore Kumar
Music ComposerKishore Kumar
LyricistKishore Kumar
Star CastAmit Kumar, Rajesh Khanna, Leena Chandavarkar, Ashok Kumar, Raj Babbar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *