Main Chalna Bhool Gaya Lyrics | Teen Thay Bhai | Mohit Chauhan | Ranjit Barot, Sukhwinder Singh

Daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun to daayaan uth jaata hai

Haath pakar lo yaaro mera main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Sar par kab se ghoom raha hai aasmaan beemaar hai kya
Ghar waale sab ghar pe hain chutti hai itwaar hai kya

Sar mein moch aai hai shaayad paaon mera murr jaata hai
Daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun to
Haath pakar lo yaaro mera main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

Baraf pe gir ke uthta hun to sharam sharam si lagti hai
Naram naram to hai lekin kuch garam garam si lagti hai

Bhaaiyo behno
Bhaaiyo behno baat karun to dhuwain se munh bhar jaata hai

Daayaan peyr uthaata hun to baayaan uth jaata hai
Baayaan peyr uthaata hun to daayaan uth jaata hai
Haath pakar lo yaaro mera main chalna bhool gaya
Main chalna bhool gaya

MovieTeen Thay Bhai
SingerMohit Chauhan
DirectorMrigdeep Singh Lamba
Music ComposerRanjit Barot, Sukhwinder Singh
LyricistGulzar
Star CastOm Puri, Shreyas Talpade, Deepak Dobriyal, Ragini Khanna, Yograj Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *