Mai Tujhe Dil Se Bhulau Kaise Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Mai Tujhe Dil Se Bhulau Kaise Lyrics | Is Dil Se (Album) | Sukhwinder Singh | Sukhwinder Singh

Main tujhe dil se
Is dil se nikalu kaise
Maahiya

Main tujhe dil se
Is dil se nikalu kaise
Ashq palko mein
Palko mein chhupalu kaise
Main tujhe dil se nikalu kaise
Ashq palko mein chhupalu kaise
Main tujhe dil se
Is dil se nikalu kaise

Mere rag rag mein
Lahu ki tarah tu behati hai
Mere is jism me
Tu jaan banke rehati hai
Tere ehsaas hawao mein uchhalu kaise
Main tujhe dil se
Is dil se nikalu kaise
Ashq palko mein
Palko mein chhupalu kaise
Main tujhe dil se nikalu kaise

Bhid mein reh ke bhi
Khud ko to main tanha paau
Kaun hai mera
Siva tere main kahan jaau
Apne hatho se nasheman ko jalalu kaise
Main tujhe dil se
Is dil se nikalu kaise
Ashq palko mein
Palko mein chhupalu kaise

Main tujhe dil se nikalu kaise
Ashq palko mein chhupalu kaise

MovieIs Dil Se (Album)
SingerSukhwinder Singh
Music ComposerSukhwinder Singh
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *