(Mai to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara) – (2)
Bandhan tumahar mujhe
Mere naino ka manjil taera
Bandhan dulara mujhe
Mere sapno fir jan hara
(Mere jivan ka jis se sahara
O piya bandhan tumhara pyara) – (2)
Mai to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara
| Movie | Anjan (1941) |
| Singer | Devika Rani |
| Music Composer | Pannalal Ghosh |
| Lyricist | Kavi Pradeep |