Mai To Jamuna Ke Tat Gayi Paniya Bharan Lyrics | Naya Aadmi | Asha Bhosle | M S Viswanathan T K Ramamoorthy, Madan Mohan

Mai To Jamuna Ke Tat Gayi Paniya Bharan Lyrics | Naya Aadmi | Asha Bhosle | M S Viswanathan T K Ramamoorthy, Madan Mohan

Mai to jamuna ke tat gayi
Paniya bharan
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala
Mai to jamuna ke tat gayi
Paniya bharan
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala

Pakdi kalaiya to chunari sarak gayi
Chunri sarakte hi gagri chhalak gayi
Maine baju jhatak di wo gagri patak
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala
Mai to jamuna ke tat gayi
Paniya bharan
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala

Maine kaha hato chhodo dagariya
Bola na chodenge hum to gujariya
Kaise akad akad mera pallu pakad
Kaise akad akad mera pallu pakad
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala
Mai to jamuna ke tat gayi
Paniya bharan
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala

Chunari bhigoyi meri bhar pichkari
Ro ke mai boli ja tose hari
Natkhat ne magar nahi chodi dagar
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala
Mai to jamuna ke tat gayi
Paniya bharan
Laga ched karan haye haye ri
Gokul ka wo gwala
Gokul ka wo gwala

MovieNaya Aadmi
SingerAsha Bhosle
DirectorC P Dixit
Music ComposerM S Viswanathan T K Ramamoorthy, Madan Mohan
LyricistRajinder Krishan
Star CastN T Rama Rao, Anjali Devi, Anwar, Gope, Jamuna, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *