(Mai ne yeh dil tumko diya
O meree mehbuba, o meree mehbuba) – (2)
Tum hee karo kuchh faisla
O meree mehbuba, o meree mehbuba
Maine yeh dil tumko diya, (o mere janejan -2)
Tum bhee karo kuchh faisla, (o mere janejan -2)
Jab bhee jahan dekhu jidhar, too hee too aaye najar
Bhula hu mai sara jahan, mujhko nahee apni khabar
Betab hu tere bina o meree mehbuba
O meree mehbuba, tum hi karo………..
Dil ko tera arman hai, too dhadkan too jan hai
Teree chahat meree khushee, tumpe jahan kurban hai
Tere liye meree vafa, o mere janejan
O mere janejan, tum bhee karo……..
(Mai ne yeh dil tumko diya
O meree mehbuba, o meree mehbuba) – (2)
Tum bhee karo kuchh faisla, (o mere janejan -2)
| Movie | Jaan Tere Naam |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Music Composer | Nadeem-Shravan |
| Lyricist | Rani Malik |