Mai Nahi Kehta Bujurgo Ne Kaha Hai Lyrics | Suryavanshi | Asha Bhosle, Kumar Sanu | Anand Milind

Mai Nahi Kehta Bujurgo Ne Kaha Hai Lyrics | Suryavanshi | Asha Bhosle, Kumar Sanu | Anand Milind

Mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Maut kab aayegi iska faisla
Zindagi milne se pahle ho chuka
Maut kab aayegi iska faisla
Zindagi milne se pahle ho chuka
Phir ye kaisa dar dilo me maut ka
Kyu paresha ho rahe hai hum bhala
Mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

Zindagi zindadili ka naam hai
Maut ka charcha yaha hum kyu kare
Zindagi zindadili ka naam hai
Maut ka charcha yaha hum kyu kare
Aisi bate jinpe apna bas nahi
Kyu na unko hum khuda pe chod de
Mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Thak kar ruk jana inhe manjur nahi hai
Unke liye koi bhi manzil dur nahi hai
Mai nahi kahti bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai
Mai nahi kahta bujurgo ne kaha hai
Jo kaha hai wo bhi kitna sach kaha hai

MovieSuryavanshi
SingerAsha Bhosle, Kumar Sanu
DirectorRakesh Kumar
Music ComposerAnand Milind
LyricistKulwant Jani
Star CastSalman Khan, Amrita Singh, Sheeba, Abhinav, Saeed Jaffrey, Shakti Kapoor, Ajit Vachchani, Sushma Seth, Puneet Issar, Abhinav Chaturvedi, Kader Khan, Tom Alter, Usman Khan, Anjana, Shamshuddin, Darshan, Parvez Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *