Mai Kya Janu Kya Jadu Hai Lyrics | Amar Saigal | Kundan Lal Saigal | Apresh Lahiri

Mai Kya Janu Kya Jadu Hai Lyrics | Amar Saigal | Kundan Lal Saigal | Apresh Lahiri

Mai kya janu kya jadu hai
Mai kya janu kya jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
In do matwale naino me jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Mai kya janu kya jadu hai

Ek tej akhaa sa jalta hai
Ek tej akhaa sa jalta hai
In do matwale naino me jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Mai kya janu kya jadu hai

Man puchh raha hai ab mujhse
Naino ne kaha hai kya tujhse
Man puchh raha hai ab mujhse
Naino ne kaha hai kya tujhse
Jab nain mile naino ne kaha
Naino ne kaha
Jab nain mile naino ne kaha
Ab nain basenge naino me
Mai kya janu kya jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
In do matwale naino me jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Jadu hai
Mai kya janu kya jadu hai

MovieAmar Saigal
SingerKundan Lal Saigal
DirectorNitin Bose
Music ComposerApresh Lahiri
Star CastTandon, G Mungeri, Padma Devi, Phari Sanyal, G H Hafiz, Akhtar Jahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *