Mai Janam Janam Ki Dasi Re Lyrics | Ayodhyapati | Geeta Dutt | Ravi

Mai Janam Janam Ki Dasi Re Lyrics | Ayodhyapati | Geeta Dutt | Ravi

Mai janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi
Mai janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi

Sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola
Sawariya ne aaj laz ka ghunghat khola
Man matwala jhumke bhi kuch na bola
Kitne bhole bhale hai mere jivan dhan abhilashi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi
Mai janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi

Bagiya me papiha bole
Mere man me prem ras ghole
Ek jhalak dikhla kar parbhu ne
Kar di dur udasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi
Mai janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi

Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Pritam ne aakar mere man me kiya ujala
Rom rom me rame hue hai mere nain nivasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi
Mai janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu daras ki pyasi

MovieAyodhyapati
SingerGeeta Dutt
DirectorS Fatehlal
Music ComposerRavi
LyricistSaraswati Kumar Deepak
Star CastAbhi Bhattacharya, Usha Kiran, Ratan Mala, Achla Sachdev, Priti Sapru, Manorama, Sapru

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *