Mai Ek Shola Aag Babola Lyrics | Rangeen Raaten | Shamshad Begum, Geeta Bali, Uma Devi | Roshan

Mai Ek Shola Aag Babola Lyrics | Rangeen Raaten | Shamshad Begum, Geeta Bali, Uma Devi | Roshan

Main ek shola aag babola
Are tu kya hai main main barf ka gola
Main ek shola aag babola

May ka itar mast samandar
Umad raha hai dil ke andar
May ka itar mast samandar
Umad raha hai dil ke andar
Tere din me bhi ye masti
Hogi shayad aadha tola
Aadha tola
Aadha tola
Main ek shola aag babola
Are tu kya hai main barf ka gola
Main ek shola aag babola

Tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge
Tarishna lab hai aur piyenge aur piyenge aur piyenge
Pyase panchhi tu bhi piyega
Main pee lunga coca cola
Coca cola
Coca cola
Main ek shola aag babola
Are tu kya hai main barf ka gola
Main ek shola aag babola

Kya teri taqdeer sajai
Are kya rangi tasveer banai
Kya teri taqdeer sajai
Are kya rangi tasveer banai
Are rang teri kismat ka kisse
Are jisne khola patla cola
Patla cola
Patla cola
Main ek shola aag babola
Are tu kya hai main barf ka gola
Main ek shola aag babola

Tu har baat chupaye huye hai
Ek tufan dabaye huye hai
Tu har baat chupaye huye hai
Ek tufan dabaye huye hai
Baato se baato me lakar
Aaj tera dil kisne tatola
Tatola
Tatola
Jisne tera batua khola bulbul
Bulbul
Bulbul
Tera bhi kima kar dungi tu agar bich me bola
Hey main ek shola
Main ek shola
Main ek shola
Main ek shola
Main ek shola
Main ek shola

MovieRangeen Raaten
SingerShamshad Begum, Geeta Bali, Uma Devi
DirectorKidar Sharma
Music ComposerRoshan
LyricistKedar Sharma
Star CastShammi Kapoor, Mala Sinha, Geeta Bali, Chand Usmani, Rohit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *