Main chum lun ye adaayen
Jara karib aao
Tumhe gale se lagaaye
Jara karib aao
Haay sunaye dil ki sadaaye
Jara karib aao
Hazaar phul khilaao wafa ki raaho me
Hazaar phul khilaao wafa ki raaho me
Bahaar ban ke simat jaao meri baanho me
Simat jaao meri baanho me
Main chum lun ye adaayen
Jara karib aao
Tumhe gale se lagaaye
Jara karib aao
Haay sunaye dil ki sadaaye
Jara karib aao
Sulag raha hai ye kis aag me badan mera
Sulag raha hai ye kis aag me badan mera
Bula raha hai tumhe kab se baagpan mera
Haay baagpan mera
Ye lamhe beet na jaaye
Jara karib aao
Tumhe gale se lagaaye
Jara karib aao
Haay sunaye dil ki sadaaye
Jara karib aao
Naya safar hai naye raasto pe chalna hai
Naya safar hai naye raasto pe chalna hai
Khud apne pyaar ki kismat hume badalna hai
Haan hume badlana hai
Karenge milke duaayen
Jara karib aao
Tumhe gale se lagaaye
Jara karib aao
Haay sunaye dil ki sadaaye
Jara karib aao
| Movie | Aaja Sanam |
| Singer | Mohammed Rafi, Usha Khanna |
| Director | Yusuf Naqvi |
| Music Composer | Usha Khanna |
| Lyricist | Kafil Azar |
| Star Cast | Feroz Khan, Tanuja, Deven Verma, Mukri, Sulochana Chatterjee, Bipin Gupta, Indu Shivraj |

