Mai chali mai chali is gali us gali
Is dagar us dagar is taraf us taraf
Sath mere chali jindagi ka safar
Mai chali mai chali is gali us gali
Is dagar us dagar is taraf us taraf
Sath mere chale jindagi ka safar
Mai chali mai chali
Hasti hai titliya mukuraye jami
Badlo ki hasi gungunaye kahi
Hasti hai titliya mukuraye jami
Hasti hai titliya mukuraye jami
Badlo ki hasi gungunaye kahi
Dil ki dhadkan chale waqt ki chaw me
Dil ki dhadkan chale waqt ki chaw me
Dard ki mastiya nachti paw me
Is gali us gali is dagar us dagar
Aye mere humsafar mai chali
Mai chali
Mai chali
Mai chali
Sari dunia se mai ho gayi bekhabar
Sath mere chale jindagi ka safar
Mai chali mai chali
Mai chali mai chali
Meri payal me hai bol sab pyar ke
Chudiyo me bhi hai labz ikrar ke
Meri payal me hai bol sab pyar ke
Chudiyo me bhi hai labz ikrar ke
Mere hotho pe hai geet izhar ke
Khwab aankho me hai tere didar ke
Hai yahi to mere pyar ki rahgujar
Sath mere chale jindagi ka safar
Mai chali mai chali
Mai chali mai chali
| Movie | Black and White |
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Director | Subhash Ghai |
| Music Composer | Sukhwinder Singh |
| Lyricist | Ibrahim Ashq |
| Star Cast | Anil Kapoor, Anurag Sinha, Shifaali Shah, Aditi Sharma, Habib Tanvir, Akash Khurana, Sai Tamhankar, Jamini Pathak, Aroon Bakshi, Sukhwinder Singh, Mushtaq Khan, Milind Gunaji |

